12+ Best Free Blogger Templates 2022-Top Best Free Blogger Templates-Download Now

(Bang-e-Dra-169) Teh-e-Daam Bhi Ghazal Aashna Rahe Tairan-e-Chaman To Kya

1 min read
Teh-e-Daam Bhi Ghazal Ashna Rahe Taaeeran-e-Chaman To Kya
Jo Faghan Dilon Mein Tarap Rahi Thi, Nawaye Ziar-e-Labi Rahi

No wonder if the garden birds remained fond of poetry even under the net
The lament fluttering in hearts as silent song remained

Tera Jalwa Kuch Bhi Tasalli Dil-e-Na-Saboor Na Kar Saka
Wohi Garya-e-Sehri Raha, Wohi Aah-e-Neem Shabi Rahi

Thy Effulgence could not satisfy the restless heart at all
The same dawn’s lament remained, the same midnight sighs remained

Na Khuda Raha Na Sanam Rahe, Na Raqeeb-e-Dair-o-Haram Rahe
Na Rahi Kahin Asadullah, Na Kahin Abu Lahbi Rahi

Neither God, nor idols nor the rivals of temple and the Harem remained
Neither ‘Ali’s prowess nor Abu Lahab’s infidelity remained

Mera Saaz Agarcha Sitam Raseeda-e-Zakhama Haye Ajam Raha
Woh Shaheed-e-Zauq Wafa Hun Mein Ke Nawa Meri Arabi Rahi

Though my orchestra remained oppressed by `Ajam’s plectrum
I am that martyr in fidelity’s cause whose song ever Arabic remained!

You may like these posts

  • Aik Shaam(Darye Naikar, Haidal Barg, Ke Kinare Par)One Evening(By The Neckar At Heidelberg)Khamosh Hai Chandani Qamar KiShakhain Hain Khamosh Har Shajar KiSilent is the moonlight p…
  • Muslim (June 1912)Har Nafas Iqbal Tera Aah Mein Mastoor HaiSeena’ay Sozaan Tera Faryad Se Maamoor HaiEvery breath you draw, Iqbal, is laden (loaded) with sighs;Your flaming chest i…
  • Huzoor-e-Risalat Maab (S.A.W.) MeinBefore The Prophet (PBUH)’s ThroneGiran Jo Mujh Pe Hangama-e-Zamana HuwaJahan Se Bandh Ke Rakht-e-Safar Rawana HuwaSick of this world and all thi…
  • TanhaiSolitudeTanhai-e-Shab Mein Hai Hazeen KyaAnjum Nahin Tere Hum-Nasheen Kya?Solitude, night—what pang is here?Are not stars your comrades? ClearYe Riffat-e-Asman-e-KhamoshKhawa…
  • FiraqSeparationTalash-e-Gosha-e-Uzlat Mein Phir Raha Hun MainYahan Pahar Ke Daman Mein Aa Chupa Hun MainI am wandering in search of some lonely retreat.I have hid myself here by th…
  • Payam-e-IshqThe Message Of LoveSun Ae Talabgaar-e-Dard-e-Pehlu! Main Naaz Hun, Tu Niaz Ho JaMain Ghaznavi Soumanat-e-Dil Ka Hum Tu Sarapa Ayaz Ho JaListen O seeker of heart’s patho…

Post a Comment